mam main ye kehna chahta hu ki hamare gali ki halat kafi buri hoti ja rahi hai koi bhi safai karne ko nhi atta or na hi koi nali nikalne bhi nhi atta or to or man hamari gali main ek makan kafi buri halat main hai but mcd ka dhyan usse hatta hua hai yeh kisi hadse ka itezar ho raha hai jo ki kabhi bhi ho sakta hai kafi sankhya main log yaha se gujarte hai but mcd ka koi dhyan kabhi nhi gaya .. mam main aapse gujarish karna chahuga ki mam yaha ki samasya ko dhayan main rakhte hue koi kadam awashya uthaye...........address gali no 7 ajeet nagar near metro station delhi 31.,,,,,,